Powered By Blogger

Tuesday, October 5, 2010

Ruk jaana nahin...



A very inspiring song ...

Film : - Imtihaan-old
Singer: Kishore Kumar 
Year: - 1974


Ruk jaanaa nahi tu kahin haar ke
Kaanton pe chal ke milenge saaye bahaar ke
O raahee, o raahee

Sooraj dekh ruk gaya hai, tere aage jhuk gaya hai
Jab kabhi aise koi mastana
Nikle hain apni dhun mein deewana
Shaam suhaani ban jaate hai, din intazaar ke

Saathi na kaarvaan hai, ye tera imtihaan hai
Yoon hi chala chal dil ke sahaare
Ke detee hain manzil tujh ko ishaare
Dekh kahin koi rokaa nahi le, tujh ko pukaar ke